Saturday, December 19, 2009

Hum Hindustani

Chhodo kal ki baatei, Kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum Hindustani, Hum Hindustani.

Aaj puraani zaneeron ko tod chuke hai
Kya dekhe us manzil ko jo chhoa chuke hai
Chaand ke dar pe jaa pahuncha hai aaj zamaana
Naye jagat se hum bhi naata jod chuke hai
Naya khoon hai,nayi umange, ab hai nayi jawaani
Hum Hindustani, Hum Hindustani.

Chhodo kal ki baatei, Kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum Hindustani, Hum Hindustani.

Aao mehnat ko apna bhagwaan bangaaye
Apne haathon ko apna bhagwaan banaaye
Ram ki is dharti ko gautam ki bhoomi ko
Sapnon se bhi pyaara Hindustan banaaye
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani
Hum Hindustani, Hum Hindustani.

Chhodo kal ki baatei, Kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum Hindustani, Hum Hindustani.